gham is kadar badhe ke main ghabraa ke pee gaya,
is dil ki bebasi pe, taras khaa ke pee gaya.
thukraa raha tha mujhko badi der se jahan,
main aaj sab jahan ko thukraa ke pee gaya.
ग़म इस क़दर बढ़े, के मैं घबरा के पी गया
इस दिल की बेबसी पे, तरस खा के पी गया |
ठुकरा रहा था मुझको, बड़ी देर से जहां
मैं आज सब जहां को, ठुकरा के पी गया |
— Sahir Ludhianvi, “Pyaasa“